Skip to main content

Posts

Showing posts from September 2, 2019

HIJRAT-E-HABSHA (QISA HAZRAT MUHAMMAD Sallallahu Alaihi Wasallam

HIJRAT-E-HABSHA (QISA HAZRAT MUHAMMAD Sallallahu Alaihi Wasallam HIJRAT-E-HABSHA (QISA HAZRAT MUHAMMAD Sallallahu Alaihi Wasallam Hijrat-e-Habsha❤️ Aur phir kuffar ne bht hi zulm aur muibatoun ka silsila shru kar dya. Jab aap Sallallahu alayhi wa sallam ne un mushkilaat ko dekha tau apnay sahaba akram ko farmaya k agar tum Habsha ko chalay jao tau bht behtar hoga. Kioun k wahan ka badshah ksi per zulm nahi karta aur wo sach'ai ki sar-zameen hai. Yahan tak k Khuda kushad'gi farma de aur sakhti o musibat ko hum se dour karday. Ehlaan e nabuwat ke 5 way Sal Rajab ke mahine Mein 11 Mard 4  aurto ne  habsha ki jaanib hijrat ki  Hijart karnay waloun me Hazrat Usman sar-e-fehrast thay jo aap Sallallahu Alaihi Wasallam ki beti Hazrat Ruqayya jo Hazrat Usman ki bewi thi, un k sath tashreef lay gae. Aur Jaffer bin Abi Talib bhi paish paish thay HIJRAT-E-HABSHA (QISA HAZRAT MUHAMMAD Sallallahu Alaihi Wasallam .Hijrat karnay walay total log 83 thay.. Cho