Skip to main content

Rabi u'll awwal q manate hai

Rabi u'll awwal q manate hai👑❤️

you are my heart  💓 if I lose you I lose heart 💓 there is only one heart 💓 which I have given it to you ( eye's ears hands legs if anyone l can manage with the other one but only one heart 💓 which cannot be replaced )so you are my heart 💓 no one can replace you
Rabi u'll awwal q manate
Rabi u'll awwal q manate

❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️
Rabi ul Awwal Hum Hazrat Muhammad Mustafa Sallallahu ta'ala Alaihi Wasallam ke paidaish Ki Khushi Mein manate Hain 

 musalmano ke liye behad Khushi Ka Din Hota h Tariq e Alam me Yahi Nirala Azmat Wala Dil Hai Woh nabiyon mein rehmat ka lakab pane Wala Murade garibo Ki bar lale Wala musibato mein gero ke kaam Aane Wala wo Apne paraye ka gum khane wala fakiro ka Mawa zaifo ka malja yatimo ka wali Gulamo ka Maula Sandur asaiya Ashraful ambiya Ahmed Mustafa Muhammad Mustafa Duniya Mein tasreef laye

 Pakiza badan Naf burda Khatna kiye hue khusbu me base hwe Makka mukarramah me  apni walida majida ke Makan Mein me Paida hua Baa Kahan Jo Bulaye Jate aur apne bacche ko Dekh khush hote wo to Pehle he wafat paa Chuke the

 Dada Ko Bulaya us Waqt  tawaf e kaba me masgul the Yeh khushkhabri sunkar Dada Abbu muthalib kush kush Haram
e Kaba se apne Ghar Aaye

 aur Mohabbat se apne pote ko kaleje se laga liya fir kaba  Mein Le jakar kher Barkat Ki Dua Mangi Mohammad Naam Rakha

Miladun Nabi (Nabi Ki paidaish ki jagah)❤️❤️❤️❤️


Jis muqaddas Makan mein Huzoor Sallallahu Alaihi Wasallam ki wiladat Hui Tariq Islam me us makan ka naam Miladun  Nabi Rakha Yeh bahut Barkat wala Makaam hai!!! 

Islami Badshah ne is Mubarak Din ko yadgar ke Taur Par Ek Shandar imarat banwa De thi Jahan ehle haRahman sarafan aur Tamam Duniya Ke Aane Wale Musalman Din Raat Mehfil e Milad Sharif Manaya Karte aur salat Wa Salam padhte Rehte the

 Jab hajaj par bahavi Hukumat ka kabja hua to Jannatu muallah wa virgin Atul Waqia ki kabron ke sath Niti Hukumat Ne is muqaddas yadgar ko bhi Tod Kar Kar Dha Diya


Rabi u'll awwal q manate hai


❤️❤️Eid Milad Un Nabi why shia and sunni has conflict on prophet muhammad birth and death date, prophet muhammad death date in islamic calendar, Ayatullah Khomeini, prophet muhammad death date, prophet muhammad birth date according to sunni, prophet muhammad birth date according to shia, prophet muhammad death date according to sunni, prophet muhammad death date according to shia, Muhammad Biography, why shia do not celebrate Eid Milad Un Nabi, milad un nabi, मुहम्मद, Eid Milad Un Nabi ईद मिलाद उन ❤️❤️


❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️
Aap(ﷺ) ke marz me kami beshi hoti rehti thi khaas Wafat ke din (12 Rabbi ul Awwal) ke roz apka Hujra (Ummahatul Momineen Aaysha RaziAllahu Anha ka ghar) Masjid ke samne hi tha, Aapne parda uthakar dekha tou log Namaz-e-Fazr padh rahe they. ye dekhkar khushi se Aap (ﷺ) hans padey, logon ne samjha ke Aap Masjid me aana chahte hai. maare khushi ke tamam Sahaba beqabu ho gaye. magar Aap(ﷺ) ne ishare se roka aur huzre me dakhil ho kar parda daal diya. ye sabse aakhri mouka tha ki Sahaba Keeram ne Jamal-e-Naboowat ki Ziyarat ki.
Iske baad Aap (ﷺ) ko baar-baar Gashi (Behoshi) ka doura padne laga, Aap ki Lakhte Zigar (Beti) Hazrate Fatima Zehra (RaziAllahu Anha) ki Zubaan se Shiddate Gham me ye lafz nikal gaya “Haay re mere Baap ki Baichaini.”
Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya – “Aye Beti ! tumhara baap aaj ke baad kabhi baichain na hoga!”
– (Bukhari Jild:2, Safa:241, Baab: Marzunabbi Sallallahu Alaihay waSalam
Aap(ﷺ) ke paas me paani ki ek lagan thi isme baar hath daltey aur chehre akdas par malte aur kalma padhte. Apni chadar mubarak ko kabhi muhh par daaltey tou kabhi hata detey. Hazrate Aayisha (RaziAllahi Anhu) Aapke Sir-e-Mubarak ko apne siney se lagaye baithi hui thi itney me Aapne hath uthakat ungli se ishara kiya aur 3 martba farmaya “(Tarjuma: Ab koi nahi! balki wo bada rafik chahiye)”
Yahi alfaz Zubane Mukaddas pe they ki Nagaha Mukaddas hath latak gaye aur aankhe chath ki taraf dekhtey hue khuli ki khuli rahi aur Aap(ﷺ) iss duniya se Rukhsat kar gaye.

Wafat ki tareekh me aksar Ulmaye Sirat ka ittefaq hai ki Mahina Rabbi-ul-Awwal ka tha aur tarikh 12 thi




Rabi u'll awwal q manate
Rabi u'll awwal q manate
❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️


Rabi u'll awwal q manate
Rabi u'll awwal q manate


✦ RasoolAllah (ﷺ) ke Zubaan-e-Mubarak ke Aakhri alfaz:

Wafat se thodi der pehle sah pahar ka wakt tha ki aapke Sina-e-Akdas me Saans ki ghar-gharahat mehsus hone lagi. itne me Aapke Labe Mubarak hiley aur logo ne ye alfaz suney “Namaz aur Ghulamo ka khayal rakho”
Aap(ﷺ) ke paas me paani ki ek lagan thi isme baar hath daltey aur chehre akdas par malte aur kalma padhte. Apni chadar mubarak ko kabhi muhh par daaltey tou kabhi hata detey. Hazrate Aayisha (RaziAllahi Anhu) Aapke Sir-e-Mubarak ko apne siney se lagaye baithi hui thi itney me Aapne hath uthakat ungli se ishara kiya aur 3 martba farmaya “(Tarjuma: Ab koi nahi! balki wo bada rafik chahiye)”
Yahi alfaz Zubane Mukaddas pe they ki Nagaha Mukaddas hath latak gaye aur aankhe chath ki taraf dekhtey hue khuli ki khuli rahi aur Aap(ﷺ) iss duniya se Rukhsat kar gaye

Wafat ki tareekh me aksar Ulmaye Sirat ka ittefaq hai ki Mahina Rabbi-ul-Awwal ka tha aur tarikh 12 thi.


✦ Wafat ka Asar:

Huzure Akdas (Sallallahu Alaihay Wasallam) ki wafat se Sahaba-e-Karam aur Ahle Baith ko kitna bada Sadma pohcha iski tasvir kashi ke liye hazaro safa’at bhi kafi nahi ho sakti.
Hazrate Usman Ghani (RaziAllahu Anhu) par aisa wakt taari ho gaya ke wo idhar udhar bhage bhage firte they, magar kisi se na kuch kehte aur na kisi se kuch suntey they.
Hazrate Ali (RaziAllahu Anhu) Ranjo Malal me nidhal hokar is tarah baithe rahe ke unme Uthne-Baithne ki sakat hi nahi rahi.
Hazrate Abdullah bin Unais (RaziAllahu Anhu) ke Qalb (heart) par aisa Dhakka laga ke wo iss sadme ko Bardasht na kar sakey aur unhe Dil ka doura pad gaya.
Hazrate Umar (RaziAllahu Anhu) is qadar hosho hawaas kho baithe ki unhone talwar khinch li aur nangi talwar lekar madina ki Galiyo me idhar udhar ghumne lagey aur ye kehte firte ki “Agar kisi ne ye kaha ke mere Nabi (Sallallahu Alaihay Wasallam) ki wafat ho gayi tou mai isi talwar se uski garden uda dunga“





✦ Wafat-e-Rasool par Abu Baqar Siddhiq (R.A.) ka khutba:

Bukhari sharif ki riwayat me hai ke Hazrate  apne ghodey par sawar hokar “sukh” se aaye jo ki masjide nabwi se ek mile ke fasle par tha aur kisi se koi baat na kahi na suni sidhey Hazrte Aayesha (RazAllahu Anhu) ki Hujre Mubaraq me chale gaye. Aur Huzur-e-paak (Sallallahu Alaihay Wasallam) ke Rukhe Mubarak se chadar hatakar Aapki dono Aankho ke darmiyan nihayat Garamjoshi ke sath ek bosa diya aur kaha ke “Aap apni hayat aur wafat dono halat me pakiza rahe! mere Maa-Baap aap par fida ho. Hargiz Allah Ta’ala Aap par Do Mouto ko jama nahi farmayega! Aapki jo Mout likhi huyi thi Aap uss Mout ke sath wafat pa chuke.”
Iske baad Hazarte Abu Baqar (RaziAllahu Anhu) masjid me tashrif laye aur logon ko mutawwajo karne ke liye khutba dena shuru kiya ke –

✦ Khutbe ka Asar :

Iske baad Hazrate Abdullah bin Abbas (RaziAllahu Anhu) kehte hai ke “Hazrat Abu Baqar (RaziAllahu Anhu) ne ye Aayat tilawat ki tou maloom hota tha ki goya koi iss ayat ko janta hi na tha insey sunkar har shakhs isi Ayat ko padhne laga.
Hazrat Umar (RaziAllahu Anhu) ka bayan hai ki “Maine jab Abu Baqar Siddhiq (RaziAllahu Anhu) ki Zuban se Surah Aale Imran ki ye Aayat suni tou mujhe maloom ho gaya ke wakay Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) inteqaal kar gaye.
Aur inke Sahib jade Hazrate Abdulah bin Umar (RaziAllahu Anhu) kehte hai ke“Goya hum par ek parda pada hua tha, is ayat ki taraf humara dhyan hi nahi gaya. Hazrat Abu Baqar Siddhik (RaziAllahu Anhu) ke khutbe ne is parde ko utha diya.”


✦ Sabaq:

Tou beharhaal ye hai pasemanzar 12 Rabbiul Awwal ka.
ye wo din tha jab Fatima Zehra ke sar se apne Walid ka saya hat gaya,
ye wo din tha jab aapki azwaz-e-mutahara bewa ho gayi,
ye wo din tha jab Sahaba Karam Shiddate gham se gash khakar gir gaye.
Aur ye wohi din tha jab Dushmanane din ko khushiya manane ki sabse badi wjah mil gayi thi ke Allah ke Rasool tou Ab Duniya se rukhsat kar gaye, lihaja Wahih ka silsila band ho gaya aur humara nifaq bhi ab ummat me poshida rahega. Tou jitna ho sakey ab ummat ki safo me dakhil ho kar musalmano me inteshar failaya jaaye.

Mere Azeezo ! thoda tou gouro fikr karo, kya Sahaba se badhkar bhi Mohabbat-e-Rasool ka Dakinan Wiladate Rasool ki khushi har momin ko hai lekin humari khushiya Siyasati rang me na rangi ho aur na hi humari khushiya Gair-Muslamaano par fakr jatane wali ho.
Balki humari khushiya Shariyat-e-Islamiya ke tabey hai. Alahmdullahi! jo Allah aur uske Rasool ne kaha, jis par Sahaba ne Amal kiya wohi humare liye hujjat honi chahiye.

✩ Nabi (ﷺ) ke Aamad ki Khushi Kaisi Ho ?

Mere Azeezo! Sahaba (RaziAllahu Anhu) ne Rasool-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) ki aamad par Zingadi bhar haqeeki khushiya manayi, yaani Aapki talimaat par Zindagi bhar amal kiya aur dusro tak apne umda Akhlaq ke sabab Deen ki Dawat pohchatey rahe.
jiska natija hai ke aaj Hum aur Aap bhi Ahle iman walo me shumar hai. Warna Allah agar hume hidayat na deta tou hum bhi Gumraho me Shumar hotey. Adana si Adna makhlookh se darne wali qoumo me humara Shumar hota.
Allah ka lakh Shukr hai ke Allah ne Apne Nabi ke jarye, Sahaba Kiram ki jaddo jahad ke jarye hum tak Deen-e-Islam pohchaya aur hume hidayat se sarfaraz kiya.
Lihaja hume bhi chahiye ke hum bhi RasoolAllah (Sallallahu alaihay wasallam) ki talimat ko majbuti se pakad ley. Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) ki ita’at ko lazim aur farz jane aur Deen me naye Akide ijad karne se ahtiyat kare.

https://raviullawal.blogspot.com/2019/07/muhummad-saw-paidaisi.html

 s.a.w paidMuhummad s.a.w paidaish||Muhmmad s.a.w ki han|Mummad s.a.w ki sha


♥ in sha Allah ul Azeez !!
– Allah Rabbul Izzat hume kehne sun’ne se jyda amal ki taufik de,
– Hume ek aur nek banaye ! Sirate Mustakim par chalaye,
– hum tamam ko Rasool-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) se sacchi Mohabbat aur ita-at ki taufik ata farmaye.
– jab tak hume zinda rakhey islam aur imaan par zinda rakhye,
– khatma humara imaan par ho. Ameen summa ameen🤲🤲🤲🤲🤲🤲🤲🤲🤲🤲🤲🤲🤲🤲🤲

shonasabrishona0520@gmail.comRAVI_ULL_AWAL

Comments