Mohammed Sallallahu alayhi wa sallam see Dushmani aur taqleef dene mein Kuffar bahut jyada Sargarm the?
Mohammed Sallallahu alayhi wa sallam see Dushmani aur taqleef dene mein Kuffar bahut jyada Sargarm the? Mohammed Sallallahu alayhi wa sallam see Dushmani aur taqleef dene mein Kuffar bahut jyada Sargarm the? Unme se kch kuffar ke naam yeh hai............ (1) Abbu lahab (2) Abbu jhahal (3) Ashwath Bin Abde YaGoos (4) Harish Bin kesh bin Adi (5) Walid Bin Mugeera (6) Umiya Bin khalaf (7) ubai Bin khalaf (8) Abbu kesh Bin fukha (9) ass bin bail (10) nazar bin Harish (11) Munbiha Binul hujjaj (12) aswad Bin Abdul Asad (13) Saheb Bin Shafi (14) adi Bin Hamra (15) ass Bin Saeed Binul Abdul ss (16) ass Bin Hashim (17) ukba Bin Abbu muit (18) hakam Bin in aabil ass! Yeh sab ke sab Huzoor Sallallahu alayhi wa sallam ke Padosi the inme se Aksar bahut hi Maldar Sahibe ikdaar the Din Raat Saware Kayenaat Sallallahu alayhi wa sallam ko Pareshan karne mein masroof rehte the(nauzubillah) Musalmano par Zulm:❤️ Huzoor rahamat e Alam Sallallahu a