Skip to main content

Posts

HIJRAT-E-HABSHA (QISA HAZRAT MUHAMMAD Sallallahu Alaihi Wasallam

HIJRAT-E-HABSHA (QISA HAZRAT MUHAMMAD Sallallahu Alaihi Wasallam HIJRAT-E-HABSHA (QISA HAZRAT MUHAMMAD Sallallahu Alaihi Wasallam Hijrat-e-Habsha❤️ Aur phir kuffar ne bht hi zulm aur muibatoun ka silsila shru kar dya. Jab aap Sallallahu alayhi wa sallam ne un mushkilaat ko dekha tau apnay sahaba akram ko farmaya k agar tum Habsha ko chalay jao tau bht behtar hoga. Kioun k wahan ka badshah ksi per zulm nahi karta aur wo sach'ai ki sar-zameen hai. Yahan tak k Khuda kushad'gi farma de aur sakhti o musibat ko hum se dour karday. Ehlaan e nabuwat ke 5 way Sal Rajab ke mahine Mein 11 Mard 4  aurto ne  habsha ki jaanib hijrat ki  Hijart karnay waloun me Hazrat Usman sar-e-fehrast thay jo aap Sallallahu Alaihi Wasallam ki beti Hazrat Ruqayya jo Hazrat Usman ki bewi thi, un k sath tashreef lay gae. Aur Jaffer bin Abi Talib bhi paish paish thay HIJRAT-E-HABSHA (QISA HAZRAT MUHAMMAD Sallallahu Alaihi Wasallam .Hijrat karnay walay total log 83 thay.. Cho

Mohammed Sallallahu alayhi wa sallam see Dushmani aur taqleef dene mein Kuffar bahut jyada Sargarm the?

Mohammed Sallallahu alayhi wa sallam see  Dushmani aur taqleef dene mein Kuffar bahut jyada Sargarm the? Mohammed Sallallahu alayhi wa sallam see  Dushmani aur taqleef dene mein Kuffar bahut jyada Sargarm the? Unme se kch kuffar ke naam yeh hai............ (1) Abbu lahab (2) Abbu jhahal (3) Ashwath Bin Abde YaGoos (4) Harish Bin kesh bin Adi (5) Walid Bin Mugeera  (6) Umiya Bin khalaf (7) ubai Bin khalaf (8) Abbu kesh Bin fukha (9) ass bin bail (10) nazar bin Harish (11) Munbiha Binul hujjaj (12) aswad Bin Abdul Asad (13) Saheb Bin Shafi  (14) adi Bin Hamra (15) ass Bin Saeed Binul Abdul  ss (16) ass Bin Hashim (17) ukba Bin Abbu muit (18) hakam Bin in aabil ass! Yeh sab ke sab Huzoor Sallallahu alayhi wa sallam ke Padosi the inme se Aksar bahut hi Maldar Sahibe ikdaar the Din Raat Saware Kayenaat Sallallahu alayhi wa sallam ko Pareshan karne mein masroof rehte the(nauzubillah) Musalmano par Zulm:❤️ Huzoor rahamat e Alam Sallallahu a

Muhammad Sallallahu alayhi wa sallam Reading Barkate Nabuwat ka zahur

Muhammad Sallallahu alayhi wa sallam Reading Barkate Nabuwat Muhammad Sallallahu alayhi wa sallam Reading Barkate Nabuwat ka zahurπŸ‘‘  Jis Tarah Suraj nikalne se pahle Sitaron Ka chup Na Subah Sadiq safedi shafaq ki soorkhi Suraj nikalne ki khushkhabri dene Lagti Hai! ISI Tarah Jab Aftab e risalat ke nikalne ka Jamana Kareeb aa Gaya  ❤️ to duniya mein bahut Se aise Ajeeb Baakiyat aur aadat ba tore AalaMat ke zahir Hone Lage Jo Sari Duniya Ko Jhunjhud Jhunjhud Kar ye khushkhabri dene Lage ke  ab risalat ka Suraj apni Puri aab taab ke saath nikalne wala hai❤️  chunanche ashabe fil ki Halakat ka Waqia achanak Rehmat Ki Barish se Sar zameen Arab ka Hara Bhara ho jana aur Warso Ki Khushq sali khatam ho kar mulke Sham Mein khushhali ka dor dora ho Jana❤️  buto ka muh ke bal Gir padna faras ke  majusioo ki 1000 saal Se Julayi Hui Aag Ka Ek Lamha main buj jana  ❤️  kisara ke Mahal ka Jaljala aur uske 14 kagro ka Gir Jana hamdan or Kumbh ke

Elaan E Jung se pehle ke Kaarname

πŸ‘‘ Elaan e Nabuwat se pehle ke ❤️KaarnameπŸ‘‘☘️☘️☘️☘️☘️πŸ€πŸ€πŸ€πŸ€☘️☘️☘️☘️☘️☘️☘️☘️☘️☘️☘️☘️ Elaan e Nabuwat se pehle ke ❤️Kaarname ❤️Jange fijaar : Islam se pahle Arabo Mein Ladaiyo ka ek lamba Silsila Jari tha unhi Ladai Mein Se mashur Ladai Jange Fijaar ke naam se mashur hai Arab Ke Log Jul qaeda jul hijja  Muharram ul Haram aur rajabul Murajja in 4 mahine Ki bahoot Izzat Karte The in mahino Mein Ladai karne ko Gunah samajhte the ❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️  Yahan tak ki in mahino Mein log talwaro  ko Niyam Mein Rakh Dete the aur balon ki bachiya utaar lete the Magar kabhi kabhi Kuch Aise hangami Halat aajate ki majburi me in mahino mein bhi Ladai Karni padti in Ladaio ko ehle  Arab Gunahon Ki Ladai Kehthe sabse Akhri Jange Fijaar Jo qurais aur kes ke kaviyon ke Darmiyaan Hui us Waqt Huzur Sallallahu alayhi wa sallam Ki Umar Sharif bees Baras Ki Thi kas Quresh haq par the isliye Abu Talib vagera Chacha ke saath aapne bhi is jag mein shirkat farmayi Magar kisi par Hathiyar nahi uthay

muhammad s.a.w biography in hindi

Muhammad Sallallahu alayhi wa sallam biography in Hindi🌹🌹🌹 πŸƒπŸƒπŸƒπŸƒπŸƒπŸƒπŸƒπŸƒπŸƒπŸƒπŸƒπŸƒπŸƒπŸƒπŸƒ 🌿🌿🌿🌿🌿🌿🌿🌿🌿🌿🌿🌿🌿🌿🌿🌿🌿🌿🌿🌿🌿🌿🌿🌿🌿🌿🌿🌿🌿🌿🌿🌿 Muhammad Hamare Badi Shan wale Muhammad Sallallahu alayhi wa sallam biography in Hindi Nasab nama Walid ki taraf se  ❤️ Huzur Akdar Sallallahu alayhi wa sallam Ka Naasab Sharif  walid Majid ke taraf see yeh hai  ki Hazrat Muhammad Sallallahu wasallam bin Abdullah Bin Abdul mutalib Bin Hasim Bin munasf bin kusai  bin qilab Bin Mohar  bin muhar bin kabaaa bin luib  bin galib bin fahar  bin Malik bin Nazar bin kinana bin kuzema bin mudrika bin Ilyas bin muzar bin nazaar bin muadd  bin Adnan ❤️ Walida majida ki taraf se Huzur Ka shajra nasab Yeh hai : Hazrat Muhammad Sallallahu alayhi wa sallam Bin aamina binte bahab bin abde munaaf bin johara bin qilab Bin Mohara! Huzoor Sallallahu alayhi wa sallam ke maa baap ka nasab Nama kilab Bin Mohar par Milta Hai Adnan Tak apka nasabnama Sahi trikon k

Rabi u'll awwal q manate hai

Rabi u'll awwal q manate haiπŸ‘‘❤️ you are my heart  πŸ’“ if I lose you I lose heart πŸ’“ there is only one heart πŸ’“ which I have given it to you ( eye's ears hands legs if anyone l can manage with the other one but only one heart πŸ’“ which cannot be replaced )so you are my heart πŸ’“ no one can replace you Rabi u'll awwal q manate ❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️ Rabi ul Awwal Hum Hazrat Muhammad Mustafa Sallallahu ta'ala Alaihi Wasallam ke paidaish Ki Khushi Mein manate Hain   musalmano ke liye behad Khushi Ka Din Hota h Tariq e Alam me Yahi Nirala Azmat Wala Dil Hai Woh nabiyon mein rehmat ka lakab pane Wala Murade garibo Ki bar lale Wala musibato mein gero ke kaam Aane Wala wo Apne paraye ka gum khane wala fakiro ka Mawa zaifo ka malja yatimo ka wali Gulamo ka Maula Sandur asaiya Ashraful ambiya Ahmed Mustafa Muhammad Mustafa Duniya Mein tasreef laye  Pakiza badan Naf burda Khatna kiye hue khusbu me base hwe Makka mukarramah me  apni walida majida ke Makan Mein